Diberdayakan oleh Blogger.

HINDUSTAN SONG





actor : Aamir khan
           manisa coirala
musik : sanjeev darshan
singer : anuradha paudwal
            udit narayan
lirics :   sameer

Lyrics / Video of Song : Khushiyan Aur Gham



khushiya aur gum sehti hai
phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana
zindagi kya kahti hai
khushiya aur gum sehti hai
phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana
zindagi kya kahti hai

apni kabhi to kabhi ajanabi
aasu kabhi to kabhi hai hasi
darya kabhi to kabhi tishnegi lagti hai ye to

khushiya aur gum sehti hai
phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana
zindagi kya kahti hai

khamoshiyo ki dhimi sada hai
ye zindagi to rab ki dua hai

chuu ke kisi ne isko dekha kabhi na
ehsas ki hai khushbhu mehki hawa hai

khushiya aur gum sehti hai
phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana
zindagi kya kahti hai

mann se kaho tum
mann ki suno tum
mann meet koi mann ka chuno tum
kuch bhi kahegi duniya
duniya ki chodo
palko me sajake jhilmil
sapne buno tum

khushiya aur gum sehti hai
phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana
zindagi kya kahti hai

apni kabhi to kabhi ajnabi
aasu kabhi to kabhi hai hasi
darya kabhi to kabhi tishnegi
lagati hai ye to
khushiya aur gum sehti hai
phir bhi ye chup rehti hai
ab tak kisi ne na jana
zindagi kya kahti hai

0 komentar :

Posting Komentar