
Song : Chaaha Hai Tujhko Chahunga Har Dam Music : Sanjeev-Darshan Lyrics : Sameer Singers : Udit Narayan & Anuradha Paudwal Views : 86363
|
| Chaaha hai tujhko chahunga har dam Marke bhee dil se ya pyar na hoga kam Teree yaad jo aatee hai, mere aansu behte hain Apna toh milan hoga, pal pal yeh kehte hain Kya yeh jindaganee hai, bas teree kahanee hai Bas teree kahanee hai, yeh jo jindaganee hai Chaaha hai tujhko chahunga har dam Marke bhee dil se ya pyar na hoga kam
Teree woh baate, woh chahat kee rasme Jhuthe the vaade, kya jhuthee thee kasme Jaane tamanna kya yeh sach, hai bas itna keh de Tut jaaye na lamhe aitbar ke, de koi sila mere intejar ka Chaaha hai tujhko chahunga har dam Marke bhee dil se ya pyar na hoga kam |
|
0 komentar :
Posting Komentar